kealain-dafan-karna-ka-tareqa.png Sakht Khabes Jinnat or Asebe Ko Bhagane Ka Amal ,” Agr kise makan main asebe khalal ho or wahan par log or bache mukhtalif kisam ki preshanion or bemarion ka shikar ho or aye din naye afat or baliyat ka masle say do chr ho to in balaon ka dafia ka lie har kisam ki tadber kar ka har gaye hon to chahia ka 4 keel loha ka yaar kare or har keel ka wazan 5 chitank hona chahai or keel chakor hon in par dia gaye naqsh ki ibarat ko kuninda kia jaye iska bad kacha dhaga soot har keel par lappet lia jaye ka har ibarat chup jaye. Haldee ko pees kar rang nikala jaye or ise rang ka kapra rang kar har keel kel par lappet lia jaye iske bad bans ki nalke ka 4 tukre kar dia jain or isk bad kapre samait keel ko is bans main rakh kar dafan ki jayen mazed kelain dafan karna ka tareqa necha likha gaya hay. Kam say kam 15 roz ka lie makan ko khali kar lie jaye or phr 7 roz tak 7 – 7 bar azani bad namaze isha buland awaz say dee jain. Phr athwain nowain or darwain din 3 din mutwatir buland awaz main surah Al Baqarah ki tialwat subha sham ki jaye siwaye zawal ka waqt ka, is trhan karne ka bad ghr ka 3 kono main kamz kam adha gaz zameen main ghra bana kar keel dafan kar di jaye or 4 tha kona 24 ghante ka lie khali chor dia jaye take jo blaian ghr main mojood hon who us kona say nikal jain iska bad 4tha keel bhe dafan kar dain.