Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh

Jis kisi ka be ghar main jinnat ho or ghar ka logo ko satate ho to wo sahab ghar chorna se pehla 2 cheeze note kareen ka aiya yeah jinnat ishe makan ka rahishe ha ya kisi jadogar na beja ha in ko q k bohat sare log jo ha wo ahse bina socha samjha makan chor kar us ko tala laga kar chala jate ha or kehta ha ka is makan main bhoot ha or jinn ka asar ha ghar ka logo ko ajeeb ajeeb cheeze nazar ate ha kabe ghar ka logo ko sahe nazar ate ha kabe sir kata kabe chorail to kabe kuch to kabe kuch abb ghar chorna se pehla yeah sare cheezo per goor zaroor kareen 1 ka yeah jinnat ishe ghar main rahish pazeer ha ya kisi jadogar na baji ha yeah cheez agar jadogar na baji ha to is ki alamat main batata ho
zaroore baat agar ghar main jinnat jadogar ki taraf se beja gahe ha to phir ghar shift ya chor na ka kohi faida nahi wo jadogar dosare ghar main be beja ga jinnat to itna shifting wegara ka pasa sab zaya jahe ga ghar chorna ka kohi faida he nahi hoga ya ghar sale karna ka be kohi faida nahi
ghar main jinnat agar jadogar ki taraf se baja gahe ho to us ki alamat
1 Roz raat ko 12 ya 3 ya poore raat or din main kabe be kisi waquat be makan ki chat per kisi ka bagh na ki awaz ate ha bazz okat to ahse awaz ate ha jesa kisi na chalange lagahe ho chat per
2 makan ki chat per kohi 4 pahe gasit raha hota ha ya chal raha ho ta ha
3 makan main andera ho jata ha q k jadogar ka jinnat jab ghar main ate ha to ghar main wo jado karte ha kala is waja se ghar main andera ho jata ha
4 ghar main badbu ate ha ajeeb se
5 jab ghar se bahar jao to tabiyat theek or jab ghar main jase dakhel ho to tabiyat kharab hona start ho jate ha
6 ajeeb ajeeb se hath or kala sahe ghar main nazar ate ha
7 jinnat ka makhsos time per ana or ate he tabiyat kharab hona tabiyat is liya kharab hote ha ka wo jinnat victum per beja gaya hota ha jadogar ki taraf se or victum per jado karte ha
8 ghar main khone ka chita perna
9 ghar main meat , milna
10 ghar main sabzeya or taveez milna
11 ghar main kabe kabe victum ko ahsa lagta ha ka kisi na awaz de jab picha mor kar deakha to kohi be nahi tha
12 ake dam se kohi kara tha jab deakha to kohi be nahi tha gayab
13 makan per pater perna
14 makan main rehna ka baad se kuch salo baad jinnat nazar ana q k yeah jinnat shoro main nahi tha is liya nazar nahi ahe
15 makan main jinnat sirf victum ko he nazar ana or dosare logo ko kuch nazar nahi ata ya bare bare jis jis per jinnat jado karte ha unko nazar ata ha jinnat zada tar yeah sab raat ko hota ha

makan main rahish pazeer jinnat ki pachan
1 makan purchase karna ka sath he he ajeeb ajeeb se wakayat hona ghar main
2 rahish hona ka sath he ghar main ajeeb ajeeb se cheeze nazar ana
3 ghar ka 1 kona ya 1 room main jinnato ko jate howa deak lena yeah asal jaga jinnato ki rahish ki hote ha agar kohi deak lay ka jinnat zada tar ishe room main rehta ha ya un ka kohi khas kona ha to us jaga or room ko khali karde un ka liya
4 ghar main jinnato ka mosalsal ana jana
5 choti moti shararate hona ghar main for example kohi cheez chopali ya gayab karde ya handia main se khana gayab wegara wegara
6 jinnato ka rehna bus na sath sath
7 choti choti galtio per jinnat ka saza dena kabe kohi mosebat ah jate ha to kabe kohi
8 makan main zada tar white shadow nazar ana
9 agar makan main tilawat play karna se jinnato main bagder mach jahe to samajh lay k wo siffli mokilat ha yani shatan jinnat agar tilawat play karna se kuch be zoor zabardaste na ho sab kuch por sakone ho to samajh lay ka jinnat nake ha

Ghar Main r Rahish Pazer Jinnato Se Agrement
Abb main apko batata ho ka is kisam ka case ko kis tarah handle kareen sab se pehla to yeah kareen ka agar ghar main rahahish pazeer jinnat ha or wo nake ha agar wo nake nahi be ha ya dosare maslak se ha to app bajahe amel ko deakhana se pehla ake khat likha jinnato ka nam per us main se jinnat apko jo be problem deta ho us k bare main us se darkhowast kareen ka app hum ko takleef wegara na den or ghar main se kohi ake portion un ki rahish ka liya khali karden or unse darkhuwast kareen ka app log is jaga per rehlay or hum ko tang na kareen or agar hum se kohi be galti ghustaki ho gahe ho to huma mafe kardejiya ahinda hum ahtiyat karen ga ghar main kohi room wegara khali karden ya phir chat per kohi ake room banwaden un ka liya or un ko under rahish ka keh den ka app log yaha per rehla chat per room bana na se yeah faida ho ga ka jinnato ki privacy be kharab nahi hogee or na app ki na wo tang ho ga or na app log jab wo tang nahi hoga to wo apko be tang nahi kareen ga q k ghar main rahish pazeer jo jinnat hote ha wo itni aram se ghar khali nahi karte q k wo shoro se he reh rahe hote ha is liya agar app amil ko bolahe gay be to ulti amil ki or jinnat ki larahe shoro ho gee or ake dafa jab jinnato ka jagra start ho gaya to phir jinnat bohat saket dushman ban jahe ga abb yeah amil per depend karta ha ka wo kitna taquatver ha agar mokilat se khali karvata ha phir to ho jahe ga ghar aram se khali laken agar kohi simple amil ha jis na jinnato ko takleef de kar khali karvana ki kushes ki to phir jang bare gee is liya kushes kareen ka apious main ghar ka rahahish pazer jinnat or app log apious main agrement karleen bohat se log kamyab howa ha ishe agrement se or wo log aram se zeendageya gozar rahe ha jab ake kam aram se ho raha ha to kya zaroorate ha jinnato se makam khali karvana ki unko be rehna de or khod be rehta rahe q k jinnato se larna itna assan nahi ha or khas kar ghar ka rahish pazer ho abb app khod socha ka agar apko kohi apka ghar se nikala ake dam kya app apna ghar chore ga ? app kabe be nahi chore ga app lare ga ishe tarah in ka be yahe hisab ha
Jadogar Ka Jinnato Se Agrement Na Mumkin
Ishe tarah ghar main jinnat jadogar ka kehna per be ate ha or unse agrement hergezz her gezz nahi ho sakta wo is liya nahi ho sakta ka wo jinnat jadogar ka tabah ha jadogar zada se zada ghar main 10 ya 12 jin bejhta ha ya us ki marze ha ka wo kitna jinnat beja logo ko tang karna or jado karna in cheezo se is liya agreement nahi ho sakta ka yeah siffli mokel ha yani shaytani jinnat ha or jadogar in ko wo wo cheeze deta ha jo app log be nahi de sakta yeah log tamam ulta kam karvate ha or yeah jinnat jadogar ka tabah ha yeah jinnat apki baat is liya be nahi mana gay ka jadogar ka pass or jinnat hote ha jo main apni post jinnat ki tadat main bata choka ho jadogar or jinnat ko bejhta ha kabe kisi jin ko kisi kam main lagata ha to kabe kisi kam ko or in jinnat ki her baat jhooti hote ha yeah log bohat jhoot boolte ha kabe kabe yeah jinn hazer ho kar boolte ha ka hum musalman ha or logo ko ahsa ghomate ha ka unko samajh he nahi ata wo us jinnat ki bato main ate rehta ha siffli mokel kabe be insan ki madat nahi karta q k agar wo victum ki madat kareen ga to jadogar apna or jinnat ko bejh kar us ko pakarva kar badshah ka samna pash kar ka us ko saza dilwade ga or yeah shaytan be ha so in ki her baat main gadare hote ha kabe kabe yeah jinnat hazer ho kar boolte ha ka ha hum eman la ahe or ja kar wapious apna kabila main boolte ha ka hum tu victum ko bewakuf bana rahe tha yeah jinnat app logo ka samna kalma be pareen ga or allah ko sajda be kar ka deakhahe ga kabe kabe yeah apki madat ko taiyaar be ho jahe ga or ulta seda tareka batahe ga or kahe ga fala kam karo to u ho ga fala kam karo to wo ho ga or yahe jinn khod jado karte ha yeah mila howa jadogar ka sath he hote ha laken app log siffli mokel ko nahi samajh pahe ga q k yeah shaytano main se ha is liya in ka sath agreement her gezz nahi ho sakta

Is Amal ko Siffli Mokilat ko bagana ka liya or us waquat karen jab ghar ka rahish pazir Jinnat se agrement na ho pahe unko be bagana ka liya
is nama mobarak ko apna ghar main lagahe

 

 

Is nama mobarak ki zakat ada karni zaroore ha us ka baad is ko istamal kareen
nifz raat ko gosal kareen is ka baad 12 rakat ba niyat tahajod pareen is ka baad 1000 mertabah

 

Is ka baad 131 mertabah nama shareef ki telawat kareen
Inshallah tala jinn , bhoot , aseeb , siffli mokel wegara foron gayab ho gay
note is amal ko wo shaks kareen jis per jado na ho or jis ghar main yeah jinnat wegara ho to be na kareen q k jinnat us ko zakat nikal na he nahi den gay
agar kuch dino baad yahe chaker yani siffli mokelat wegara ka dobara ana shoro ho jahe to samajh lay ka siffli mokilat na toor karliya ha q k siffli mokilat toor karleta ha taveez wegara ka or us ka asar khatam kardeta ha agar ahse sorate nazar ahe to phir siffli mokilat ko khatam karna parta ha bakaheda jang karni parte ha ahse sorate ho to phir kisi acha amil ko hire karleen or us se khatam karvaden siffli mokilat ko jab siffli mokel he nahi rahe gay to na jado ho ga na kisi taveez ka toor karen ga wo jan chot jahe gee.